Saturday, 11 November 2017

How to Use Picsart Tools Step by Step Course Tutorials for Beginner


hello friend



aj me apko batene jara hu about picsart,
picsart ke about app sabhi ko pata h, picsart best andriod photo editing apps ajke dino me,
picsart me ass bahaht sare tools h for editing jo kafi kam logo ko pata hai  ..


like jo new user hote unko bas crop or thode bahat effect  se edit karna pata hota hai,kiss tools ko kistah se use use karte kaphi log ko pata hai

jse ki muje v phle utta h pta tha
but jsee jsee tym chlta gya muje thode xtra feartures n kuch xtra effect ke about pta chlaa
 so me kuch share kraa hai

In this tutorials i'm going to show you picsart tools basic edit tutorials

Crop - open kariye image ko jo bhi photo app edit karna chate hai picsart apps me 
uske baad crop tool ko select kariye aspect ratio right side screen me . isme app adjust kar sakte hai dimensions ko manually by dragging karte hue photo ko crop kar sakte hai 

next 
Cutout
-cutout ka use kya hota h jyda tarr png pic bnane ki liye h,jse man lijeye muje ek chiz ko foucus me lana h jse ke muje background nahi chiye  ,yahn se hum dhire dhire select kr ke krste ,puri krne ko kaaaafi tym lgjega 
ab hoga kaya isse jo select ki hue red  jaga  ko chor kr baki sab deselect ho jaygne ,ab dekhiye puri imaage, yahnse thorda ratio km krkr red ko
mita skte hai,yeh ek acha tool h km tym me ap use krste hai.

next
free crop- frre crop ka use kaya h , manlijye muje pani pic me bas itna  hissa dikhna h toh jse h  utta select krlunga n ok krne pr muje jo chue wo miljega, yeh v ek achi tool h
besically free crop tools jaise ki app apni phto ko crop kar skte hai square safe isme appko fre to crop milta hai matlab app apni 
hisab se jissta photo ki hassa me cut karna chate hai usne cut kaskte hai to maa lijiye me itna sa muje crop karna hai dosto isap 
app ko use besically photo ki backgraund chnge krne me hota hai .. matlab manlijiye app pehle backgramd ko select kiya to baad me 
app apni photo ko free crop kare backgraund me add kar skte hai apni phto ko 
next h

shape crop- shape crop useful tool h , ap apni pic ko differnt typ ki sape dekht hai, jse ki yeh apple ka shope h hum isko kam chota or bada,d
 v krste hai  mnlijye muje itt hisse pr shpe chye  ap select kr kr oohk krne ke bad dkiye shpe me agya , ap apni pic ko diffrent shope me
edit krste h, kaffi funy n intresting v ,  shape crip tool

Clone- clone tool jadatr use hoti editin me , iska mtal yeh hta ha ap apni pic ki dubplicte pic bna skte hai,clone tool se,
av mene selct krliye mra face  n dkhye free wle are me jitna me usko ghumnga sme pic yahn v bnri h automaticlly.
jo ki apsbko pssnd aygii edit krte waqt..
next h 

streatch tool- yeh tool kaffi useful h for editing, ismme apko  //5/6 option miljegi,
strach tool editing tool me manipulaton kar skskte hai matlb app apni photos jada funny bana sakte hai isme appko sub tool hai 

Warp

pehla option warp hai waop tool ko agar app ke hair ko bada kar skte hai aur appni photo ko cool bana skt hai isme appko 1 baat ko dyan 
rkhni  hai size n power ko adjet karke ap apni me ko koi bhi object bada kar skte hai

swirl counter clock wise 
is tiikse madat se app nhi clocth aur back ground ko extra effect de skte chaliye me appko dikha 
deta hun app jaha pic me swirl effevt dena chte hai tap n hold karke rakhi then app dekh skte hai fecrt
 isme bhi v size n bbrush ko adject karna padega 
swirl clock wose same uske miror tool hai 

squeeze me ke madat se ek paticuler eria ko compress kar sakte hai malb chota ban skte hai 
`
Next 
Motion tools- motion tools ka use rare h.is tools se hum kya krnge jitna v hum select krte hai, mnlijy e mene ita slect kiya ,v hum isse
jaha v ghumnge utne hisse ki motion wali pc milrgi.mtlb hum kisi v chiz ho mtoin krre dkhste h jse ki wo agge jrii ho,


selection- selection toolme, yeh bbbaht useful tool h, manlije pic ke kuvh hissa p selct krluye , meslect krliye hu rectange shope me.
isme  ase baht sre opton ap ko milyegi like cut copy paste n so on,isko ap kahi pe past krste jse ki yeh agya h  ,
ap apni shape ki size ho circle me v leskte h, me apko dikh det hu cut kr kre v ,jse hum pic ki kuch hisaa slect krte  cut ho gya
avi ap pste kkr ke dikh deeta hi. istrike se ap isko use krste hia

next 
curves tools- yeh jo h jada tarr brightnes kam jayda krni use htA H,curve ko hum upr krtre rhnege toh brightness jayada hti jaagii
nich krte rhgne toh brightness km hoti jagegii, manlijye ap kii pic ho jo evengin me li gyi ho usko ap ase brightness jyada krk edit krste h
isme di gyi option collr ke sath ap apni pic ko clolrful v bnaskte h like jse mene red chose krkr kraya toh pic redd typ dkhri h.
sika ek acha use h jse ki manlijye ap thode color me less h toh is tools ko use krkr brightnes badakr skinko fair krste hai,
jo ki srre krte hai.  isko ap edit v krste upr di ggyi iopton se

next h
adjust- adjust tool smilir to curve tools h, iss tools se ap pic brightness plus kaffi kuch edit krste hai.birhgness ap badte jaynge ke
toh drkk drkk hoti jagi  km krgne toh , km krnge toh light light hoti jagiii, brightnss badakr backhrouhn ko  drk n light krste hai

SUBS TOOLS BRIGHTNESS - If low light me photo ko click kaiya jahir hi baat hai appki photo brightness ko rehga matlab photo thoda dark aya hoga to app brightnees ko tap karnge to apko ek option automatically ajayga . uper ki tarap slide karke app brightness ko increse kar skate hai aur apki photo ko brightnees ko jada adjust karke apni pics ko bright bana sakte hai 

Saturation - satuarion jada tar use hota hai background ko aur cloth ko colorful banane me to app simple sturation me tap ke ke uper ke tarap slide karke staturation increase kar sakte hai 

contrast = low liht me li gyi photos ko app high quality me convart kar skte hai matlb agar ap low light me photo click kiya hai to 
app apni photo ko carast tool se use hdr effect de skte hai

next
enhance- enchnce tools se pic clrity ko increse kar sakte apni photos ko Saturation me coloru ful pic bnskte ho
nxt h

Tilt Shift - basiclly iss tools se ap pic ko blurr krte ho ,jse ki  manlije avi pic me muje center portion chye upr wala n nicha bala ni chye ,hum
isko adjust krke kaffi kuch blurr krste hai, isme circle shpe se v aap blur krste , kahi pe pr clk krk rkhiya circle ke ooutside hissa
blur ho jogi ap dkste hai, yeh hum chota bad v krste circle ko apne hisbse ,yeh ek acha tool h
next

prospective- pro tools se basiclly aap pic angle ko bdlsek , chlye use krte hu dekhte hai, ap as lggrea jse pic right ko trkf se clk ki gyi ho
left or right both opton use krste h. it tools se.
 
nxt 
resize- resize tools se ap pic size ko chnge krste hai pic  width n  height ko kam jada krste ho iapne hisbse
nxt h

flip rotate- flip rotate tools se basicly ap pic ko rotete krste ho asse, or pic ki mrirror immgae bnske ho assee

agr apko baki ksis v tool ko about janna ho ap muje commment box me likhste hai,
if apko meri mehnt pasnd ayi ho is video me  like kriye share n subscribe ni kiye ho toh krlijjye

No comments:

Post a Comment

How to Play Wcc3

How to Play Wcc3 World Cricket Championship 3 (WCC3) is a mobile cricket game that allows players to experience the excitement of cricket on...